Roman script

ye suraj chand sitare 

sab ke liye inke nazare 

par teri chamak 

bas mere liye 

teri chamak 

bas mere liye hai 

tu hai noor hamara 

tu hi man ke gagan ka suraj 

tu hi mere nayan ka tara 

ye suraj chand sitare 

sab ke liye inke nazare 

par teri chamak 

bas mere liye 

teri chamak 

bas mere liye hai 

tu hai noor hamara 

tu hi man ke gagan ka suraj 

tu hi mere nayan ka tara 

tu tham ke ungli meri 

abhi sikh raha hai chalna 

main har pal sath hun tere 

mushkil nahi sambhlna 

mat tham na hath kisi ka  

tu apne bal par chalna 

pero pe khada hone ko 

khud girna khud hi sambhlna 

jo karte hai khud pr bharosa 

jo karte hai khud par bharosa 

wo lete nahi sahara 

tu hi man ke gagan ka suraj 

tu hi mere nayan ka tara  

mange dukhya na kya hai 

lage main du khudai 

mene tere hi sapno se 

ghar ki har cheej sajai

hai sawrg yaha narak yaha 

tere hath bigdna sawrna 

jo khawab aadhure chodu

wo khawab tu pure karna 

chalna tu waha se aage 

chalna tu waha se aage 

jaha ruke meri jeevan dhara 

tu hi man ke gagan ka suraj 

tu hi mere nayan ka tara 

ye suraj chand sitare 

sab ke liye inke nazare 

par teri chamak 

bas mere liye 

teri chamak 

bas mere liye hai 

tu hai noor hamara 

tu hi man ke gagan ka suraj 

tu hi mere nayan ka tara

Explore this song