Roman script

ye sukh ka sagar hai maiya ye sukh ka sagar hai maiya 
ye sabki dati hai iske gungane se man ko 
iske gungane se man ko 
shakti mil jati hai shakti mil jati hai ye sukh ka sagar hai maiya 
ghar mein khushiyo ki khushbu hai is dar pe aane se 
ghar mein khushiyo ki khushbu hai is dar pe aane se 
jeevan ka kalyaan hua hai maa ke gungaane se 
jeevan ka kalyaan hua hai maa ke gungaane se 
apni daya se phulo se ye apni daya se phulo se ye 
sabko mehkaati hai sabko mehkaati hai
ye sukh ka sagar hai maiya 
maiya ne swikaar kari hai har prani ki vinti
maiya ne swikaar kari hai har prani ki vinti
iske bhakto ki duniya mein koi nahi hai ginti 
iske bhakto ki duniya mein koi nahi hai ginti 
dukh harti hai ye dukh harni dukh harti hai ye dukh harni 
ye sukh barsati hai ye sukh barsati hai
ye sukh ka sagar hai maiya

Song details