Roman script

ye suhana sama ye umange jawa ye bahare 

mere arman tujhko pukare 

mere arman tujhko pukare 

mere arman tujhko pukare 

gungunane lagi hai jawani 

gungunane lagi hai jawani 

kahati phirti hai aankhe kahani 

kahati phirti hai aankhe kahani 

raat aankho mein kab tak gujare 

mere arman tujhko pukare 

ye suhana sama ye umange jawa ye bahare 

mere arman tujhko pukare 

mere arman tujhko pukare 

aate hai jab hawao ke jhoke 

teri aahat samjh ke ye chauke 

teri aahat samjh ke ye chauke 

rah nishdin ye naina nihare 

mere arman tujhko pukare 

ye suhana sama ye umange jawa ye bahare 

mere arman tujhko pukare 

mere arman tujhko pukare 

naam lun to umriya ghate hai 

hai vahi jo papiha rate hai 

meri pati patha de tu jaldi 

hath pile ho lag jaye haldi 

lun khushi se main teri balaiya 

ghar pe aa jaye jo mora saiya

ghar pe aa jaye jo mora saiya

Explore this song