Roman script

ye sham phir nahi aayegi 

ye sham phir nahi aayegi 

kuch na kaha to kuch na suna to 

yun hi dhal jayegi 

ye sham phir nahi aayegi 

ye sham phir nahi aayegi 

kuch na kaha to kuch na suna to

yun hi dhal jayegi 

ye sham phir nahi aayegi ye sham 

aaj hi kar do dil ki bate kal pachhataoge

aaj agar tum pas na aaye fir kab aaoge 

ye pal bit gaya to janam kaha jaoge

tanhai ka dard kabhi tum sah na paoge

ye sham phir nahi aayegi ye sham 

dilrunba o mere dilruba 

kya kiya ye tum ne kya kiya

dil mera kyun kaha kho gaya 

pal me kyun tera ye ho gaya

jane kya nasha hai teri aankho me 

jadu sa bhara hai teri bato me 

sanse teri mahaki meri sanso me 

teri hi jhalak mere khwabo me

tere siwa hai kya duniya me meri jaan 

tu hai meri jindagi pas aa

ye sham phir nahi aayegi 

ye sham phir nahi aayegi 

aaj hum ae sanam aaj hum 

bhul kar duniya ke ranjo gam 

ye kasam kasam hai pyar ki 

sath ho sath ho har kadam 

yun hi teri aankho me ye aankhe ho 

chhoti chhoti pyar bhari bate ho

bhigi bhigi rang bhari shame ho

jagi jagi rate teri yade ho 

tere siwa hai kya duniya me meri jaan 

tu hai meri jindagi pas aa

ye sham phir nahi aayegi 

ye sham phir nahi aayegi 

kuch na kaha to kuch na suna to

yun hi dhal jayegi 

ye sham phir nahi aayegi ye sham 

aaj hi kar do dil ki bate kal pachhataoge

aaj agar tum pas na aaye fir kab aaoge 

ye pal bit gaya to janam kaha jaoge

tanhai ka dard kabhi tum sah na paoge

ye sham phir nahi aayegi ye sham

Explore this song