Roman script

ye sama, sama hai ye pyaar ka

kisi ke intzaar ka

dil na churaale kahi mera

mausam bahaar ka

ye sama, sama hai ye pyaar ka

kisi ke intzaar ka

dil na churaale kahi mera

mausam bahaar ka

basne lage aankho me kuchh aise sapne

basne lage aankho me kuchh aise sapne

koi bulaae jaise naino se apne

naino se apne

ye sama, sama hai ye pyaar ka

kisi ke intzaar ka

dil na churaale kahi mera

mausam bahaar ka

milke khyaalo me hi apne balam se

milke khyaalo me hi apne balam se

nind gavai apni maine kasam se

maine kasam se

ye sama, sama hai ye pyaar ka

kisi ke intzaar ka

dil na churaale kahi mera

mausam bahaar ka

main to hun sapno ke raja ki rani

main to hun sapno ke raja ki rani

sach ho na jaaye ye jhuthi kahani

jhuthi kahani

ye sama, sama hai ye pyaar ka

kisi ke intzaar ka

dil na churaale kahi mera

mausam bahaar ka

ye sama, sama hai ye pyaar ka

Explore this song