Roman script

ye sachha darbar yaha se khali koi na jaye

bin maange milti hai murade daman jo failaye

ye sachha darbar

man ke mail hata do man se maa ka darshan hoga

dar dar ka jo bana bhikhari wo na kabhi nirdhan hoga

maa ki najar pade to kankar bhi heera ban jaye

maa ki najar pade to kankar bhi heera ban jaye

bin maange milti hai murade daman jo failaye

bin maange milti hai murade daman jo failaye

ye sachha darbar

jyoti rup me shakti baithi agar is par vishwas karo

mushkil manjil aasa hogi jo dil se ardaas karo

is dar ka jo bana bhikhari wo raja kahlaye

is dar ka jo bana bhikhari wo raja kahlaye

bin maange milti hai murade daman jo failaye

bin maange milti hai murade daman jo failaye

ye sachha darbar

wo na kabhi maayus milega wo maa ka matwala hai

usko bhi na maa bakshegi jo bhi man ka kala hai

maata jaani jaan hai bande tu kya yaha chhupaye

maata jaani jaan hai bande tu kya yaha chhupaye

bin maange milti hai murade daman jo failaye

bin maange milti hai murade daman jo failaye

ye sachha darbar yaha se khali koi na jaye

bin maange milti hai murade daman jo failaye

bin maange milti hai murade daman jo failaye

Explore this song