Roman script

jab bhi patjhad aata hai 

kyun yad tumhari lata hain 

jab bhi patjhad aata hai 

kyun yad tumhari lata hain 

ye soch ke dil bahlata hu

ye soch ke dil bahlata hu 

ki bahar to fir bhi aani hain 

jab bhi patjhad aata hai 

kyun yad tumhari lata hain 

ye soch ke dil bahlata hu

ye soch ke dil bahlata hu 

ki bahar to fir bhi aani hain 

jab bhi patjhad aata hai 

kyun yad tumhari lata hain 

yaad bahar me fir aate ho 

jald hi kyon kho jate ho 

yaad bahar me fir aate ho 

jald hi kyon kho jate ho

din bahlate hain par, rate bahut satati hain 

din bahlate hain par, rate bahut satati hain

gujare dino ki bate hi, wo dohrati hain 

jab bhi patjhad aata hai 

kyun yad tumhari lata hain 

jab bhi patjhad aata hai 

kyun yad tumhari lata hain 

koi jata kyun hain ja kuchh pata kyun hain 

jo rah jata hain wo 

yadon me ghir jata kyun hain 

kitane din ka jivan hain ae 

tute sapno ka 

kya usase lamba ka maatam hain 

chhute rishto ka 

jab bhi patjhad aata hai 

kyun yad tumhari lata hain 

jab bhi patjhad aata hai 

kyun yad tumhari lata hain 

jab aakhri nind odh ke main 

puchh karu na duniya se 

tab mat aanaa 

nahi to laut padunga chupke se 

kaisa ye ajuba hua hai ae 

hairat se log kahenge 

wo kya jane na laut paaye to 

ham kya sahenge 

jab bhi patjhad aata hai 

kyun yad tumhari lata hain 

ye soch ke dil bahlata hu

ye soch ke dil bahlata hu 

ki bahar to fir bhi aani hain 

jab bhi patjhad aata hai 

kyun yad tumhari lata hain 

jab bhi patjhad aata hai 

kyun yad tumhari lata hain

Explore this song