Roman script

meri jaan meri jaan 

meri jaan tu ye bata

meri jaan meri jaan 

meri jaan tu ye bata

tujhse karu wafa ya khud se karu

meri jaan meri jaan 

meri jaan tu ye bata

sang tere maru ya jiu apna junun

sache jhuthe wado se hona hai kya

hum ko nahi pata hai jab kal hoga kya

zindagi pe tera mera kisi ka na jor hai

hum sochte hai kuch

wo saali sochti kuch aur hai

ye zindagi ye saali zindagi

hum chahte yaha hai

saali jati kahi aur hai

lamhe aur lamho ke bich

tere mere mod hai

ye zindagi ye saali zindagi

meri jaan meri jaan 

meri jaan tu ye bata

tujhse karu wafa ya khud se karu

fir ek raat hua itfaak

main thi tere saath pahlu me soi thi

khoya khoya sath khwabo wali raat 

bani fir yaad pahlu me soi si jagi

subah ko zindagi nayi si mili

nayi nayi raaho par tujhe le udi

zindagi pe tera mera kisi ka na jor hai

hum sochte hai kuch

wo saali sochti kuch aur hai

ye zindagi ye saali zindagi

hum chahte yaha hai

saali jati kahi aur hai

lamhe aur lamho ke bich

tere mere mod hai

ye zindagi ye saali zindagi

meri jaan meri jaan 

meri jaan tu ye bata

tujhse karu wafa ya khud se karu

sache jhuthe wado se hona hai kya

humko nahi pata hai jab kal hoga kya

meri jaan meri jaan 

meri jaan tu ye bata

tujhse karu wafa ya khud se karu

meri jaan meri jaan 

meri jaan tu ye bata

tujhse karu wafa ya khud se karu

Explore this song