Roman script

ye ruki ruki hawaye ye ruki ruki hawaye 
ye bhuje bhuje sitare meri rat kat rahi hai 
teri yaad ke sahare
abhi chandni jawa hai abhi raat has rahi hai
raat has rahi hai zara do ghadi to thahro 
zara do ghadi to thahro mere paas mere pyare 
mere paas mere pyare 
tujhe kaun ye bataye mujhe bhul jane wale
tujhe kaun ye bataye mujhe bhul jane wale
tujhe yaad kar rahe hai mere aansuo ke dhare
zara aur pas ho ja zara dil se dil mila le
tere dil ki dhadkano ko tere dil ki dhadkano ko 
meri aarzu pukare meri aarzu pukare
ye ruki ruki hawaye ye bhuje bhuje sitare
meri rat kat rahi hai teri yaad ke sahare

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Asha Bhosle