Roman script

har ke maneri ho ya ho phulwari

khuda ke paig ka chasma hai har jagah jari

ye roza ye roze ki shan allah allah

ye roza ye roze ki shan allah allah

jami ban gayi aasman allah allah

ye roza ye roze ki shan allah allah

kadi dhup me chehre murjha rahe hai

magar dil se unke khile ja rahe hai

magar dil se unke khile ja rahe hai

bichhata rahe lakh kaante jamana

diwane tumhare chale aa rahe hai

ye najar ko apni jan allah allah

ye roza ye roze ki shan allah allah

ye roza ye roze ki shan allah allah

jami ban gayi aasman allah allah

ye roza ye roze ki shan allah allah

wo khusnasib hai lagor jo bhi aata hai

yahi jagah hai jaha dil sukun pata hai

ye roza ye roze ki shan allah allah

jami ban gayi aasman allah allah

ye roza ye roze ki shan allah allah

galat kya jo faila diya hamne daman

yaha badshaho ki jhukti hai gardan

yaha badshaho ki juhkti hai gardan

ye dil tujhpe sadke dikha apna jalwa

ye jaan tujhpe kurban

utha de tu chilman

utha de tu chilman

tere husn ki shan allah allah 

ye roza ye roze ki shan allah allah

jami ban gayi aasman allah allah

ye roza ye roze ki shan allah allah

dunia jise sataye jo gum se tang aaye

kah do kahi na jaye hazi malang aaye

ye roza ye roze ki shan allah allah

jami ban gayi aasman allah allah

ye roza ye roze ki shan allah allah

jara koi masti to dekhe fiza ki

fiza ki 

din rat barasti hai rahmat khuda ki

tere dar aake tere aashiko ne

tere dar aake tere aashiko ne

namaze mohabbat kuch aise ada ki ada ki

bani dil ki dhadkan kaza allah allah

ye roza ye roze ki shan allah allah

jami ban gayi aasman allah allah

ye roza ye roze ki shan allah allah

dar se tere farishte hame kya uthayenge

kaliyar sarif chhod ke jannat na jayenge

ye roza ye roze ki shan allah allah

jami ban gayi aasman allah allah

ye roza ye roze ki shan allah allah

diwano ki jannat hai yahi hai yahi hai

dayyare mohabbat yahi hai yahi hai

diwano ki jannat hai yahi hai yahi hai

isi dar pe jina isi dar pe marna

hamari ibadat yahi hai yahi hai

diwano ki jannat hai yahi hai yahi hai

farishte yaha bak ba allah allah

ye roza ye roze ki shan allah allah

jami ban gayi aasman allah allah

ye roza ye roze ki shan allah allah

ye diwano ki maszid hai ye matwalo ka kaba hai

nizamuddin ki dargah dilwalo ka kaba hai

ye roza ye roze ki shan allah allah

jami ban gayi aasman allah allah

ye roza ye roze ki shan allah allah

fakiro sultan sab bari bari

tere dar pe aaye hai ban ke bhikhari

tu bharte hai hukumat se chand aur tare

mahakti hai jannat ke phulo se kyari

jannat ke phulo se kyari

hai kya bag kya bagba allah allah

ye roza ye roze ki shan allah allah

jami ban gayi aasman allah allah

ye roza ye roze ki shan allah allah

??? ek ishara ho jaye

par beda abhi tufa se hamara ho jaye

band ho jaye fir aanhke to koi bat nahi

pahle aankho ko madine ka najara ho jaye

pahle aankho ko madine ka najara ho jaye

arman to hua pura ummid to bhar aayi

azmer ke khwaja ki dargah najar aayi

ye roza ye roze ki shan allah allah

jami ban gayi aasman allah allah

ye roza ye roze ki shan allah allah

azmer wale azmer wale

azmer wale azmer wale

dilo jan kurban tera sab pe ahsan

azmer wale azmer wale

azmer wale azmer wale

tujhe hamne dekha to dekha khuda ko

tera chehra kuran

dilo jan kurban tera sab pe ahsan

azmer wale azmer wale

jo tera uska baya allah allah

ye roza ye roze ki shan allah allah

jami ban gayi aasman allah allah

ye roza ye roze ki shan allah allah

Explore this song