Roman script

ye reshmi julfe, ye sharbati aankhe

inhe dekh kar jee rahe hain sabhi

inhe dekh kar jee rahe hain sabhi

ye reshmi julfe, ye sharbati aankhe

inhe dekh kar jee rahe hain sabhi

inhe dekh kar jee rahe hain sabhi

jo ye aankhe sharam se, jhuk jayengi

jo ye aankhe sharam se, jhuk jayengi

sari baate yahi bas ruk jayengi

chup rahna ye afsana

koi inko na batlana ke

inhe dekh kar pee rahe hain sabhi

inhe dekh kar pee rahe hain sabhi

ye reshmi julfe, ye sharbati aankhe

inhe dekh kar jee rahe hain sabhi

inhe dekh kar jee rahe hain sabhi

julfe magrur itni, ho jayengi

julfe magrur itni, ho jayengi

dil ko tadpayegi, ji ko tarsayegi

ye kar dengi diwana

koi inko na batlana ke

inhe dekh kar jee rahe hain sabhi

inhe dekh kar jee rahe hain sabhi

ye reshmi julfe, ye sharbati aankhe

inhe dekh kar jee rahe hain sabhi

inhe dekh kar jee rahe hain sabhi

Explore this song