Roman script

ye raate ye mausam 

nadi ka kinara ye chanchl hawa 

ye raate ye mausam 

nadi ka kinara ye chanchl hawa 

ki hum do dilo ne ki milkar 

kabhi hum naa haonge juda 

ye raate ye mausam 

nadi ka kinara ye chanchl hawa 

ye kya baat hai aaj ki chandani me 

ye kya baat hai aaj ki chandani me 

ki hum khogaye pyar ki roshni me 

ye baaho me bahe ye behki nighaye 

lo aane laga zindagi ka maza 

ye raate ye mausam 

nadi ka kinara ye chanchl hawa 

sitaaro ki mehfil me kar ke ishaara 

sitaaro ki mehfil me kar ke ishaara 

kaha ab to sara jaha hai tumhara 

mohabbat jawa ho khula aasma ho 

kare dil aur kya arzoo arzoo 

ye raate ye mausam 

nadi ka kinara ye chanchl hawa 

kasam hai tumhe agar tum mujhse ruthe 

kasam hai tumhe agar tum mujhse ruthe 

rahe saas jab tak ye bandhan naa tute 

tumhe dil diya hai ye waada kiya hai 

sanam me rahungi tumhari sada 

ye raate ye mausam 

nadi ka kinara ye chanchl hawa

Explore this song