Roman script
ye pyar ki manzil se mujhe kisne saja di ek aag mere dil me mohabbat ki laga di ek aag mere dil me mohabbat ki laga di pahle teri aankho ne kiya dil ko ishara phir teri mohabbat ne mere dil ko pukara ab laz se kahte ho mujhe kisne saja di kyu aag mere dil me mohabbat ki laga di ye pyar ki manzil se mujhe kisne saja di ek aag mere dil me mohabbat ki laga di takra gayi jab teri najar meri najar se ek bar udhar se hua ek bar idhar se dil kahne laga jisne meri dunia basa di ek aag mere dil me mohabbat ki laga di ek aag mere dil me mohabbat ki laga di
Song details
- Singer: Suraiya
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Khiladi (1950)
- Composer: Hansraj Behl
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Suraiya
- Actor: Sunder
- Actor: Anoop Kumar
- Actor: Indu
- Actor: Cuckoo
- Actor: Naaerbada Shankar
- Actor: E Tarapore
Song video
singer: Suraiya, Mohammed Rafi