Roman script
come on baby,you take me higher you are my love, my desire juda juda si lag rahi ho, kisi se nazare lad gayi kya ya ishq wali kuch balaye, tumhare piche pad gayi kya yeh hai range aashiqui chadhta khumar hai yahi dil ka hai sukun yahi to karar hai ye pyar hai, ye pyar hai, ye pyar hai, ye pyar hai ye pyar hai, pyar hai, pyar hai, pyar hai ye pyar hai, ye pyar hai, ye pyar hai, ye pyar hai phul si teetaliyo ki tarah main to udne lagi aasman se zami aaj phir khul ke judne lagi muskurane ki ada bhi itni katil pehle kab thi bekhudi ki ye rawani tujhme samil pehle kab thi yeh hai range aashiqui chadhta khumar hai yahi dil ka hai sukun yahi to karar hai ye pyar hai, ye pyar hai, ye pyar hai, ye pyar hai ye pyar hai, pyar hai, pyar hai, pyar hai ye pyar hai, ye pyar hai, ye pyar hai, ye pyar hai barf si pighali hai sanso me dil machalne laga aankho ne aankho se kya kaha jism jalne laga khoye khoye hosh tere dalte hai mujhpe jaadu badli badli lag rahi hai, aaj mujhko teri khushbu yeh hai range aashiqui chadhta khumar hai yahi dil ka hai sukun yahi to karar hai ye pyar hai, ye pyar hai, ye pyar hai, ye pyar hai ye pyar hai, pyar hai, pyar hai, pyar hai ye pyar hai, ye pyar hai, ye pyar hai, ye pyar hai
Song details
- Singer: Supriya Pathak
- Singer: Prakash Prabhakar
- Film / album: Love Ke Funday (2016)
- Composer: Prakash Prabhakar
- Lyricist: Faaiz Anwar
- Actor: Pramod Moutho
- Actor: Shaleen Bhanot
- Actor: Pooja Banerjee
- Actor: Ashutosh Kaushik
- Actor: Rishank Tiwari
- Actor: Samiksha Bhatnagar
- Actor: Rahul Suri
- Actor: Harshvardhan Joshi
- Actor: Ritika Gulati
- Actor: Priyanka Khatri
- Actor: Sufi Gulati
Song video
singer: Supriya Pathak, Prakash Prabhakar
