Roman script

ye phulon ki khushbu, hawao ki thandak

fizaaon ki masti, bhari shaam hain

ye phulon ki khushbu, hawao ki thandak

fizaaon ki masti, bhari shaam hain

ye deewana mosam

ye deewana mosam, ye mastana aalam

tere naam hain bas, tere naam hain

ye phulon ki khushbu, hawao ki thandak

fizaaon ki masti, bhari shaam hain

udaaye liye jaa, rahi hain tamanna

zamee par nahi, aasman par kadam hain

udaaye liye jaa, rahi hain tamanna

zamee par nahi, aasman par kadam hain

bahot narm ehsaas, chhune laga hain

tumhen kya bataye, kahan aaj hum hain

tumhen kya bataye, kahan aaj hum hain

ye raahe ye manzil

ye raahe ye manzil, ye khilta huaa dil

khushi hi khushi ka, ye paigaam hain

ye phulon ki khushbu, hawao ki thandak

fizaaon ki masti bhari shaam hain

labo ki khamoshi me, hain ek kahaani

muhabbat ke dharo me, hain ek rawaani

labo ki khamoshi me, hain ek kahaani

muhabbat ke dharo me, hain ek rawaani

kadam do kadam ka, safar ye hamara

guzarenge hum saath ek zindagaani

guzarenge hum saath ek zindagaani

mili jab nigahen

mili jab nigahen, diye jhal uthe hain

ye kaisa muhabbat, ka inaam hain

ye deewana mosam

ye deewana mosam, ye mastana aalam

tere naam hain bas, tere naam hain

ye phulon ki khushbu, hawao ki thandak

fizaaon ki masti, bhari shaam hain

ye deewana mosam, ye mastana aalam

tere naam hain bas, tere naam hain

Explore this song