Roman script

ye paudhe ye patte ye phul ye hawaye 

ye paudhe ye patte ye phul ye hawaye 

dil ko churaye mujhko lubhaye 

haye man kahe mai jhumu mai gau 

man kahe mai jhumu mai gau

hariyali bhari in ghatyo me mahakti hui in wadiyo me

jiwan ki kaliya khil khil jaye ho khil khil jaye re

ho man kahe mai jhumu mai gau 

ho man kahe mai jhumu mai gau

kal kal bahti jharno ki dhara haule se chalti hawao ki thandak

dil ko ek mithi si masti si deti dil ko ek mithi si 

masti si deti sukun sa deti

man kahe mai jhumu mai gau man kahe mai jhumu mai gau

gulabi sa mausam suhana nile gagan par halki si badri

pyara sa kalraw ithalate panchi soye sapne jagaye

man kahe mai jhumu mai gau man kahe mai jhumu mai gau

ho man kahe mai jhumu mai gau 

ye paudhe ye patte ye phul ye hawaye

dil ko churaye mujhko lubhaye

haye man kahe mai jhumu mai gau man kahe mai jhumu mai gau

Explore this song