Roman script

ye nazar ye haseen ye adaye ye sama

chhed na o deewane main hu ek lau tum sama

door hi rahna husn hai shola

mit na jaye tera nishan

ye mausam rangin sama kuch ga le o

ye duniya pal bhar ki hai matwale o

o parwane dil mein pyar jaga de

ye nazar ye haseen ye adaye ye sama

khoya hua ye sara jaman 

koi na jane dil ka afsana

khoya hua ye sara jaman 

koi na jane dil ka afsana

bekhud ham begani mahfil

kaise gujar hoga yaha jaye kaha jaye kaha

ye mausam rangin sama kuch ga le o

ye duniya pal bhar ki hai matwale o

o parwane dil mein pyar jaga de

ye nazar ye haseen ye adaye ye sama

husn hai pagle ek chingari

chheda jisne baaji hari

husn hai pagle ek chingari

chheda jisne baaji hari

jalna aur hai kaam jalana

jal na jaye o nadan o nadan 

ye mausam rangin sama kuch ga le o

ye duniya pal bhar ki hai matwale o

o parwane dil mein pyar jaga de

ye nazar ye haseen ye adaye ye sama

Explore this song