Roman script
ye nasha kya hua hai ye nasha kya hua hai jaaneman kya piya hai hosh me tu nahi hai hai kaha ye to bata o mere dil bechain mere paas aa aise dur dur chala hai kaha ye nasha kya hua hai jaaneman kya piya hai hosh me tu nahi hai hai kaha ye to bata hare raam, hare ram radhe shyaam, hare raam mujhko duniya se kya main to jogan bani shyaam ke pyaar me jaise meera bandhi, mere dil ke chain mere paas aa, aise dur dur chala hai kaha ye nasha kya hua hai jaaneman kya piya hai hosh me tu nahi hai hai kaha ye to bata
Song details
- Singer: Krishna Kalle
- Singer: Robin Banerjee
- Film / album: Phir Aaya Toofan (1973)
- Composer: Robin Banerjee
- Lyricist: Abhilash
- Actor: Dara Singh Randhawa
- Actor: Malini
- Actor: B M Vyas
- Actor: Rekha Chouhan
- Actor: Randhwa
Song video
singer: Krishna Kalle, Robin Banerjee