Roman script

tujhe du main kya tu hi bata jo 

manga wo malik ne tujhko diya 

tujhe du main kya tu hi bata jo 

manga wo malik ne tujhko diya 

tujhe du main kya ha ha ha ha 

mosam ne chheda hai aisa tarana 

ki masti me khoya hai sara jmana 

mosam ne chheda hai aisa tarana 

ki masti me khoya hai sara jmana 

nayi rah manjil ki mujhko dikha ke 

tumhi ne lutaya khushi ka khajana 

nayi rah manjil ki mujhko dikha ke 

tumhi ne lutaya khushi ka khajana 

tujhe du main kya tu hi bata jo 

manga wo malik ne tujhko diya 

tujhe du main kya ha ha ha ha 

tu aasma aur main hun jamin 

tere samne main to kuch bhi nahi 

tu aasma aur main hun jamin 

tere samne main to kuch bhi nahi 

isi me chhupa hai bulandi teri 

tu kya hai tujhe khud khabar hi nahi 

isi me chhupa hai bulandi teri 

tu kya hai tujhe khud khabar hi nahi

tujhe du main kya tu hi bata jo 

manga wo malik ne tujhko diya 

tujhe du main kya

Explore this song