Roman script

ye nadano ki duniya hai ye diwano ki mehfil hai

yaha hasna bhi mushkil hai yaha rona bhi mushkil hai

ye nadano ki duniya hai ye diwano ki mehfil hai

kayamat ho gayi barbad mere dil ke lgane par

zamana mujh pe hansa hai mai hansa hu zamane par

yaha jo pyar karta hai yaha jo pyar karta hai

wo diwano me shamil hai yaha hasna bhi mushkil hai

yaha rona bhi mushkil hai ye nadano ki duniya hai

ye diwano ki mehfil hai

mohabbat na ki ho jisne mohabbat ko wo kya jane 

na ho dil jiske sine me wo kaise gam ko pehchane 

dikhau kisko zkhame dil dikhau kisko zkhame dil 

yaha jo hai katil hai yaha hasna bhi mushkil hai

yaha rona bhi mushkil hai ye nadano ki duniya hai

ye diwano ki mehfil hai

Explore this song