Roman script

ye mera jivan tere liye hai
ye mera jivan tere liye hai
jivan ka sapna tere liye hai
mang le haske kya chahiye tujhe
mang le haske kya chahiye tujhe
meri to duniya tere liye hai
ye mera jivan 
daali pe baithi chhoti si chidiya
kandhe pe mere nanhi si gudiya
daali pe baithi chhoti si chidiya
kandhe pe mere nanhi si gudiya
chidiya se bhi sundar meri gudiya
chidiya se bhi sundar meri gudiya
ye mera jivan tere liye hai
jivan ka sapna tere liye hai
mang le haske kya chahiye tujhe
meri to duniya tere liye hai
ye mera jivan 
dekha tha sapna jo zindagi ka 
ye bhi to wisa hi din hai khushi ka 
dekha tha sapna jo zindagi ka 
ye bhi to wisa hi din hai khushi ka 
jine ka dhang tujhse maine sikha 
jine ka dhang tujhse maine sikha
ye mera jivan tere liye hai
jivan ka sapna tere liye hai
mang le haske kya chahiye tujhe
meri to duniya tere liye hai
ye mera jivan 
mano badal jaye dono ki manzil 
fir bhi rahega saath mera dil 
mano badal jaye dono ki manzil 
fir bhi rahega saath mera dil 
chahenge to milna nahi mushkil 
chahenge to milna nahi mushkil 
ye mera jivan tere liye hai
ye mera jivan tere liye hai
jivan ka sapna tere liye hai
mang le haske kya chahiye tujhe
mang le haske kya chahiye tujhe
meri to duniya tere liye hai
ye mera jivan

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Rajesh Khanna, Rati Agnihotri