Roman script

ye mausam ye mausam kah raha hai chal sath chal

ye jawa jawa sama ye fizaye aye dil jara sambhal

ye jawa jawa sama ye fizaye aye dil jara sambhal

ye mausam ye mausam kah raha hai chal sath chal

ye jawa jawa shama ye fizaye aye dil zara sambhal

ye jawa jawa shama ye fizaye aye dil zara sambhal

ye mausam ye mausam

bhawro ne kaliyo ka ghunghat uthaye

bhawro ne kaliyo ka ghunghat uthaye

gulshan mahakne laga khusbu ne aisa fasana sunaya

khusbu ne aisa fasana sunaya

mai bhi bahakne laga wadi dulhan jaisi saji 

chupke kahi sahnayi baji ye naya naya nasha chha raha hai

aye dil jara sambhal ye naya naya nasha cha raha hai

aye dil jara sambhal ye mausam ye mausam

pagli bani ye diwani hawaye pagli bani ye diwani hawaye

lahro ne ki chhed khani

kahta hai mujhse thahar ja tu pal bhar

kahta hai mujhse thahar ja tu pal bhar

thahra hai jharno ka pani kitne hasi hai ye silsile

wo aasman se dharti mile

mera chain kyu bhala ja raha hai

aye dil zara sambhal

mera chain kyu bhala ja raha hai

aye dil zara sambhal ye mausam 

ye mausam kah raha hai chal sath chal

ye jawa jawa sama ye fizaye aye dil jara sambhal

ye jawa jawa sama ye fizaye aye dil jara sambhal

Explore this song