Roman script

ye mausam aur ye tanhai

ye mausam aur ye tanhai

ye mausam aur ye tanhai

jara dam bhar to aa jao

jara dam bhar to aa jao

ye mausam aur ye tanhai

yahi mauka hai milne ka

yahi mauka hai milne ka

yahi mauka hai milne ka

lagi dil ki bhuja jao

lagi dil ki bhuja jao

yahi mauka hai milne ka

badi muskil se maine aaj

dil ke taar chede hai

badi muskil se maine aaj

dil ke taar chede hai

dil ke taar chede hai

inhi taro pe tum aakar

koi nagma suna jao

inhi taro pe tum aakar

koi nagma suna jao

koi nagma suna jao

ye mausam aur ye tanhai

yaha har cheez pani hai

mohabbat ke siva pyare

yaha har cheez pani hai

mohabbat ke siva pyare

mohabbat ke siva pyare

ye duniya aani jani hai

ye duniya aani jani hai

jara has lo hasa jao

jara has lo hasa jao

yahi mauka hai milne ka

Explore this song