Roman script

duniya ke sath chalo, naya jamana hai ye

mardo ko dosh dena, raag purana hai ye

duniya ke sath chalo, naya jamana hai ye

mardo ko dosh dena, raag purana hai ye

jhuthi inki jaat kaho 

ya kaho inhe diwana

mardo ka fir bhi gulam hai zamana

ye mard bade dilsard bade

bedard chalo ji mana

mardo ka fir bhi gulam hai zamana

gussa, gurur, ladna nari ki bhul hai ye

thanda mizaz rakhna pahla asul hai ye

gussa garur ladna nari ki bhul hai ye

thanda mizaz rakhna pahla asul hai ye

bat pate ki kahta hu mai

chahe kaho diwana

mardo ka fir bhi gulam hai zamana

ye mard bade dilsard bade

bedard chalo ji mana

mardo ka fir bhi gulam hai zamana

ye mard bade dilsard bade

bedard chalo ji mana

mardo ka fir bhi gulam hai zamana

Explore this song