Roman script

ye maara wo maara 

ye maara wo maara koi jeeta aur koi haara 

haar jeet ka khel ye dekho kitna hai pyara 

ye maara 

teri jindagi mein aise mauke suhane naa aayenge 

tere yahi patte tera bigda mukaddar banayenge 

yahi chamkega teri nasib ka taara 

haar jeet ka khel ye dekho kitna hai pyara 

ye maara 

ye maara wo maara koi jeeta aur koi haara 

haar jeet ka khel ye dekho kitna hai pyara 

ye maara 

dekh wo matwala aajse apna daman bachayega

to ye nain bholebhale kabhi kismat pe dhoka khayega  

rona hasna to jeevan ka khel hai saara 

haar jeet ka khel ye dekho kitna hai pyara 

ye maara 

ye maara wo maara koi jeeta aur koi haara 

haar jeet ka khel ye dekho kitna hai pyara 

ye maara wo maara koi jeeta aur koi haara 

haar jeet ka khel ye dekho kitna hai pyara 

ye maara

Explore this song