Roman script

ye mana dil jise dhunde badi mushkil se milta hai 

magar jo thokare khaye wahi manzil se milta hai
chalo baithe ho kya bekar kismat ke duhraye par

vahi rasta hia jo tumhare dil se milta hai
ye mana dil jise dhunde badi mushkil se milta hai 
magar jo thokare khaye vahi manzil se milta hai
agar dushman koi tofan uthaye bhi to kya parvha

safina lund kar tufan ko sahil se milta hai 
ye mana dil jise dhunde badi mushkil se milta hai 
magar jo thokare khaye vhia manzil se milta hai

Song details

Song video

Watch on YouTube