Roman script

yeh kya hua hai naya-naya sa

aisa lage bansuri si baje seene mein

shatir shikari sa, seene pe bhaari sa

patthar tha, aa-haan-haan-haan-haan

zalim kahin ka yeh, dil toh nahi tha yeh

banjar tha, aa-haan-haan-haan-haan

phir se yeh jeene laga

dil mere seene laga

aa-haan, seene laga

kehti hai har jagah mujhe

aa-haan, seene laga

kehta hai dil yaar da

kaise lage hain, kaise lage hain yeh pankh se?

seene mein dhadkan jaagi, 

aje shankh se kya hua?

dikhne lagi mujhko 

saare jahan mein hi khoobiyan

raston mein baithi ya 

dil mein bhari hain mastiyan, haan-haan

chalun main toh aage chalun, phir ek angdaai loon

aa-haan, seene laga

kehti hai har jagah mujhe

aa-haan, seene laga

kehta hai dil yaar da

apne havale, apne havale lo main ho gaya

woh jo purana main tha, kahin kho gaya

kya hua? (kya hua? kya hua?)

yeh kya hua? (yeh kya hua?)

mitne lagi dekho mujhse 

sabhi meri dooriyan

badhne lagi ab toh sab 

mein hi meri dilchaspiyan

nayi raahein phir dhoondh 

loon, naye yaaron se phir milun

aa-haan, seene laga

kehti hai har jagah mujhe

aa-haan, seene laga

kehta hai dil yaar da

Explore this song