Roman script

hum jo chale tum bhi chalo sath 
fir kya khabar ki din hai raat
hum jo chale tum bhi chalo sath 
fir kya khabar ki din hai raat 
bus me nahi rhenge jajbaat tum jo sanam 
hamare chalo sath hum jo chale
sur se saji geeto si teri yaaad 
tujh bin sanam bhaye na koi baat 
kaise kaho akele chalu aaj aao 
sanam sune hai dil ke saaj kaisi 
bhi rhe ho kaisi dagar ho koi bhi rasta ho 
koi safar ho chalte rhe hum jo tu hum safar ho 
hum jo chale bin ye kahe baitho hamare pass
aao idher isara kare raat humko magar 
chaiye vahi saam ho o jis par sanam 
likha ho tera naam chandini ratein ya khilti sahar ho 
chahe din ka vo koi pahar ho chalte rhe hum jo tu 
humsafar ho o hum jo chale tum bhi chalo sath 
fir kya khabar ki din hai rat 
bas me nahi rhenge jajbaat tum jo sanam 
hamare chalo sath galio me firta hain 
banjara dil ye tujhko hi dhudenga aavaara dil ye 
karta hai jaane isare kya dil me
galio me firta hain 
banjara dil ye tujhko hi dhundega avara dil ye 
galio me firta 
banjara dil ye tujhko hi dhundega avara dil ye 
karta hai jane isare kya dil ye 
hum jo chale tum bhi chalo sath

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Silk Route, Prasoon Joshi, Sailesh Sharma