Roman script

ye kya hua, kaise hua, kab hua, ab kya sunaye

ye kya hua, kaise hua, kab hua

kyu hua, jab hua, tab hua, o chhod o, ye na socho 

hooo ye kya hua, kaise hua, kab hua

kyu hua, jab hua, tab hua, o chhod o, ye na socho

hooo ye kya hua

ham kyu shikva kare jhutha, kya hua jo dil tuta

shishe ka khilona tha, kuchh na kuchh to hona tha, hua

ye kya hua, kaise hua, kab hua 

kyu hua, jab hua, tab hua, o chhod o, ye na socho

hooo ye kya hua, samjhe na

hamne jo, dekha tha suna tha, kya bataye vo kya tha

sapna salona tha, khatam to hona tha, hua

ye kya hua, kaise hua, kab hua

kyu hua, jab hua, tab hua, o chhod o, ye na socho

hooo ye kya hua

ae dil, chal pikar jhume, inhi galiyo me ghume

yaha tujhe khona tha, badnam hona tha, hua

ye kya hua, kaise hua, kab hua

kyu hua, jab hua, tab hua, o chhod o, ye na socho

hooo ye kya hua

Explore this song