Roman script

ye kiske dard ne yu dil ko bekrar kiya 
ye kis mokam pe haye ye kis mokam pe 
daman ko taar taar kiya kis mokam pe
ye kisi ki yaad hai jo bin bulaye aati hai
ye kisi ki yaad hai jo bin bulaye aati hai
ye kiska jikra hai haye ye kiska jikra hai 
jo dil ne bar bar kiya ye kiska jikra hai 
??
ye koun hai jeese ye koun hai haye 
jisko ankh ne bdh ke pyar kiya 
ye koi kyo meri duniya pe chha gaya dekho 
ye koi kyo meri duniya pe chha gaya dekho 
ye kyo kisi pe mere haye ye kyo 
kisi pe mere dil ne eitbaar kiya 
ye kyo kisi pe mere haye ye kyo 
kisi pe mere dil ne eitbaar kiya 
ye kiske dard ne yun dil ko bekrar kiya 
ye kis mokam pe haye ye kis mokam pe 
daman ko taar taar kiya kis mokam pe

Song details

Song video

Watch on YouTube