Roman script

ye khumar kyu ye nasha sa kyu

ye kya ye kya mujhe pila diya nazro se ae sakiya 

ye khumar kyu ye nasha sa kyu

na ja na ja na ja bawre aaj to rang bhari raat hai 

nasha utaar lo 

diya jo aankho ne wahi payam ho 

ki fir mastiyo ka mujhko jaam do 

hath mera thaam le kahi kho jaau na 

hath mera thaam le kahi kho jaau na 

dekho dekho ye to jaadu aankho aankho me ho gaya 

ye khumar kyu ye nasha sa kyu

ye kya ye kya  mujhe pila diya aaj to rang bhari raat hai 

nasha utaar do 

mai tere liye dilo jaan ko vaar du 

ek baar kah do to jahan ko chhod du 

rang bhari shaam ho pyar bhara jaam ho 

rang bhari shaam ho pyar bhara jaam ho 

sambhal lo ki dekho dekho mai hu mast nashe me 

nasha utaar do utaar do 

ye nasha sa kyu nasha sa kyu 

na ja na ja karke madhosh aaj taaro bhari raat hai

Explore this song