Roman script

ye khuda na janu wo khuda

yaar hi mera to hai khuda

ye khuda na janu wo khuda

yaar hi mera to hai khuda

deewane chalte hai girte sambhalte hai

hai phir bhi sab se juda

ye khuda na janu wo khuda

yaar hi mera to hai khuda

deewane chalte hai girte sambhalte hai

hai phir bhi sab se juda

bita kal tha ab jane de na

kal bhi kal hai wo aane de na

bita jo kal tha wo ab jane de na

kal bhi to kal hai jo wo aane de na

aane wale kal ke us kal ke har pal ke 

aankho me sapne saja

ye khuda na janu wo khuda

yaar hi mera to hai khuda

kehti duniya hamse hamesha

darte rehna gam se hamesha

kehti hai duniya jo ham na karenge

gam se kya darna hai ham na darenge

yaaro ka wo yaar yaari me jo yaar 

de jaan haske luta

ye khuda na janu wo khuda

yaar hi mera to hai khuda

deewane chalte hai girte sambhalte hai

hai phir bhi sab se juda

Explore this song