Roman script

ye khilwaton mein main mar na jaau

ye khilwaton mein main mar na jaau

samandaro mein utarna chahu

ye khilwaton mein main mar na jaau

samandaro mein utarna chahu

sitam ujalo ka badh raha hain

main apne saaye se darr na jaau

sitam ujalo ka badh raha hain

main apne saaye se darr na jaau

main apne saaye se darr na jaau

main apne saaye se darr na jaau

ye khilwaton mein main mar na jaau

samandaro mein utarna chahu

uthaya daste junune khanjar

main apni jaan se guzar na jaau

uthaya daste junune khanjar

main apni jaan se guzar na jaau

sharaabkhane gaya hain wayis

main ghar mein reh lu udhar na jaau

ye khilwaton mein main mar na jaau

samandaro mein utarna chahu

wo bewafa ki gali to kya hain

kabhi main uske sheher na jaau

wo bewafa ki gali to kya hain

kabhi main uske sheher na jaau

wo charagar mein bimaar-e-ulfat

ilaaz hote hi mar na jaau

ye khilwaton mein main mar na jaau

samandaro mein utarna chahu

main ek muddat se jutta hu

main pal jhapakte bikhar na jaau

main ek muddat se jutta hu

main pal jhapakte bikhar na jaau

tu apni aankho ko band kar de

main aansu bankar ubhar na jaau

ye khilwaton mein main mar na jaau

samandaro mein utarna chahu

samandaro mein utarna chahu

samandaro mein utarna chahu

Explore this song