Roman script

ye kahte hai baba mere aur kahte hai bilkul thik

izzat ke sang jina hai to mune likhna or padhna sikh

jo hai anpadh gali gali wo manga karte bikh

agar padho likhoge babu raja banoge

ud jaye na mitti banke din khelo me bachpan ke

aye mere albelo kab kahta hu mat khelo

aye mere albelo kab kahta hu mat khelo

par isse khelo isi kalam se hogi apni jeet

agar padho likhoge babu raja banoge

agar padho likhoge babu raja banoge

ye kahte hai baba mere aur kahte hai bilkul thik

izzat ke sang jina hai to mune likhna or padhna sikh

jo hai anpadh gali gali wo manga karte bikh

agar padho likhoge babu raja banoge

agar padho likhoge babu raja banoge

inke aage sar jhuk jaye vidya ke jo gun gaye

unke pag me tare aksar hai jinko pyare

unke pag me tare aksar hai jinko pyare

jag me unka jhanda sada ude jag me sabse jinko preet

agar padho likhoge to babu raja banoge

agar padho likhoge to babu raja banoge

ye kahte hai baba mere aur kahte hai bilkul thik

izzat ke sang jina hai to mune likhna or padhna sikh

jo hai anpadh gali gali wo manga karte bikh

agar padho likhoge babu raja banoge

agar padho likhoge babu raja banoge

Explore this song