Roman script

ye kaun aaj aaya mera dil churane
mujhe mujhe mujhe haye mujhe
mujhe lutkar meri duniya basane
ye kaun aaj aaya mera dil churane
ye kaun aaj aaya mera dil churane 
mujhe mujhe mujhe lutkar meri duniya basane
ye kaun aaj aaya mera dil churane
ye kaun aaj aaya mera dil churane
mere sanam ke aane ki ye ada dekhna 
ke pichhe phire jaha, uske liye
chadta hua usika nasha ye aankho me 
hai mera husn hai jawab uske liye
duniya kitni rangili jaise maine kuch pili hai 
duniya kitni rangili jaise maine kuch pili hai 
giri, mai giri thamna o zamane 
ye kaun aaj aaya mera dil churane
mujhe haye mujhe mujhe lutkar meri duniya basane
ye kaun aaj aaya mera dil churane
ye kaun aaj aaya mera dil churane
ha mere dil ka mehman badlta hai 
meri nash nash me bekarar haye tera pyar
sanso me dekh arma koi machata 
hai ek halchal si bar bar haye tera pyar  
tu kya aaya meri mehfil me ek shola sa bhadka dil me 
tu kya aaya meri mehfil me ek shola sa bhadka dil me 
ke mai bhi sama si lagi jhilmilane 
ye kaun, ye kaun aaj aaya mera dil churane
mujhe mujhe mujhe lutkar meri duniya basane
ye kaun aaj aaya mera dil churane
ye kaun aaj aaya mera dil churane

Song details