Roman script

ye kaise yog liya sarkar

badal kar bhesh mere dildar

mere dildar

badal kar bhesh mere dildar

ye kaise yog liya sarkar

mere sarkar

na kar takrar meri sarkar

tumhara khench ke laya pyar

tumhara

badal kar bhesh mere dildar

ye kaise yog liya sarkar

mere sarkar

na kar takrar meri sarkar

tumhara khench ke laya pyar

tumhara

jag walo se najar bacha ke

lekar mala tilak laga ke 

lekar mala tilak laga ke 

tilak laga ke 

sajan kyu chhoda gharbar

badal kar bhesh mere dildar

mere dildar

na kar takrar meri sarkar

tumhara khench ke laya pyar

tumhara

badal kar bhesh mere dildar

ye kaise yog liya sarkar

mere sarkar

na kar takrar meri sarkar

tumhara khench ke laya pyar

tumhara

ladki o ladki

ladki kadki aur bekari

ram mister ram

mister ram bane hai prem pujari

are ladki kadki aur bekari

ram mister ram

mister ram bane hai prem pujari

o lekar chimta aur khartal

bajaye hum veena ke taar

o chhodo chhodo ji sarkar

mere sarkar

na kar takrar meri sarkar

tumhara khench ke laya pyar

tumhara

badal kar bhesh mere dildar

ye kaise yog liya sarkar

mere sarkar

na kar takraar meri sarkar

tumhara khench ke laya pyar

tumhara

Explore this song