Roman script

ye kaisa naya saal 

dil ka wahi bura haal 	

saanson mein hai uljhane bhi 

chehre pe hai wahi sawaal 

ye kaisa naya saal 

dil ka wahi bura haal 

bechain hai pyasi najar 

raahon mein chhaya dhua hai

din raat dil dhoondhe jise 

manzil wo jaane kahaan hai

saanson mein hai uljhan bhi 

chehre pe hai wahi sawaal 

ye kaisa naya saal 

dil ka wahi bura haal 

chaha to tha socha to tha 

hoga milan ka savera 	

sooraj naya aaya magar 

laya naa paigam tera 

saanson mein hai uljhane bhi 

chehre pe hai wahi sawaal 

ye kaisa naya saal 

dil ka wahi bura haal 

saanson mein hai uljhane bhi 

chehre pe hai wahi sawaal 

ye kaisa naya saal 

dil ka wahi bura haal

Explore this song