Roman script

ye julf agar khul ke bikhar jaaye to achchha

is raat ki takadir sawar jaaye to achchha

jis tarah se thodi si tere saath kati hain

baaki bhi usi tarah gujar jaaye to achchha

duniya ke nigaaho me bhala kya hain, bura kya

ye bojh agar dil se utar jaaye to achchha

waise to tumhi ne mujhe barbaad kiya hain

iljaam kisi aur ke sar jaaye to achchha

ye julf agar khul ke bikhar jaaye to achchha

bikhar jaaye to achchha, bikhar jaaye to achchha

Explore this song