Roman script

ye jo raat hai is raat mein 
kuch wakt jo hone ko hai 
jo ye raaj hai is raat mein
wo raaj ha khulne ko hai
aankho hi aankho mein hone lagi
baate sabhi ishare sabhi
hai bechainiya pareshaniya
har ek din mein chhupi beimaniya
hai bechainiya pareshaniya
har ek din mein chhupi beimaniya
jalwe hajaro ranginiyo mein khile
ek dusre se ek dusre ke
labo pe shikwe gile
ha sine ki halchal kahti nigahe
khamoshiyo mein bhi sham hai yaha par
aankho hi aankho mein hone lagi
bate sabhi ishare sabhi
hai bechainiya pareshaniya
har ek din mein chhupi beimaniya
hai bechainiya pareshaniya
har ek din mein chhupi beimaniya
manjil se bhigi hai ek raahe juda
dekho jise wo apne khyalo mein
hai gumshuda 
har mod pe hai bhul bhuliya 
nakabo mein chehare chhipe hai yaha
aankho hi aankho mein hone lagi
bate sabhi ishare sabhi
hai bechainiya pareshaniya
har ek din mein chhupi beimaniya
hai bechainiya pareshaniya
har ek din mein chhupi beimaniya

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sana Aziz, Reema Nathaniel, Preeta Mazumdar

actor: Rituparna Sengupta, Shahbaaz Khan