Roman script

ye jo ladki hai, ye jo ladka hai 

ye jo ladki hai udti pawan si hath lage to 

hath na aaye ye jo ladka hai

pahele diwana husn ko pana sikh to jaye

ye jo ladki hai udti pawan si hath lage to 

hath na aaye haye ye jo ladka hai

pahele diwana husan ko pana sikh to jaye

ha ha ha la la la la 

mai bolu bolo uljhan yahi hai kya hai

soch kar tum kya kya dil me roj aate ho

soch kar tum kya kya dil me roj aate ho

dekhte hi hum ko sab kuch bhul jate ho

kaise na koi dekhta hi reh jaye

ye jo ladki hai udti pawan si hath lage to 

hath na aaye ye jo ladka hai

pahele diwana husn ko pana sikh to jaye

pagal hu sach hai par hosh bhi hai acha 

dekhna hai kab tak aap dil todenge

dekhna hai kab tak aap dil todenge

aaj ye aanchal yu nahi chhodenge

aise ho tum to tum ko kon samjhaye

ye jo ladka hai pahle diwana husn ko pana sikh to jaye

ye jo ladki hai udti pawan si hath lage to 

hath na aaye 

bat ye hai vo kya tum ho anadi vo kaise

dil kisi dilbar se mangate nahi aise

dil kisi dilbar se mangate nahi aise

or kya samjhau jante nahi jaise

chhu lu jo ang rang na utar jaye

ye jo ladki hai uddti pawan si hath lage to 

hath na aaye ye jo ladka hai

pahele diwana husn ko pana sikh to jaye

ye jo ladki hai udti pawan si hath lage to 

hath na aaye ye jo ladka hai

ye jo ladki hai ye jo ladka hai

ye jo ladki hai

Explore this song