Roman script

ye jab se huyi jiya ki chori patang sa udhe 
ye man jo hai tere hatho me dori
ye jab se huyi jiya ki chori patang sa udhe 
ye man jo hai tere hatho me dori ye jab se huyi
padi jo mere tan se ye sune jivan pe salone teri dhup
nikhar gayi mai to sanwar gaya dekho ye mera roop

kahe mose darpan ho gayi tu nayi 
ye jab se huyi jiya ki chori patang sa udhe 
ye man jo hai tere hatho me dori ye jab se huyi
kya jadu kiya taine bandha jo tujhe maine ye aanchal se
jhume re man mera likha hai naam tera jo kaajal se 

jidhar ab mai dekhu bas dikhe re tu hi 
ye jab se huyi jiya ki chori patang sa udhe 
ye man jo hai tere hatho me dori ye jab se huyi jiya ki chori

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Vinod Mehra, Moushumi Chatterjee