Roman script

ye ishk dunk bichua ka are isse ram bachaye

iska jahar na utre hai rogi sar patak patak mar jaye

ho rama nain mile jiyra ye ishk dunk bichua ka 

preet agan me badi jalan hai mai to thi anjani

mai to thi anjani ja sajan ke ang lagi or jalne lagi jawani

baid hakim sayane mhare kuch bhi kam na aaye

ye ishk dunk bichua ka are isse ram bachaye

iska jahar na utre hai rogi sar patak patak mar jaye

ye ishk dunk bichua ka

chanda suraj phul sitare uska mukhda dekhu

ho gayi ab to prem diwani lok laz kya dekhu

utna uska pyar badhe re wo jitna tadpaye

ye ishk dunk bichua ka are isse ram bachaye

iska jahar na utre hai rogi sar patak patak mar jaye

ye ishk dunk bichua ka

raahi bankar mila lutera man ko yu uljhaya 

bhari bajariya loot liya haye koi na kuch kar paaya 

kaise loota kitna loota usi se puucho jaye

ye ishk dunk bichua ka are isse ram bachaye

iska jahar na utre hai rogi sar patak patak mar jaye

ye ishk dunk bichua ka are isse ram bachaye

ho rama nain mile jiya jaye ho rama nain mile jiya jaye

Explore this song