Roman script

ye hawa ye mastana mosam dil ko fir karar aaya

jhum banke e dil diwana tujhpe unko pyar aaya

ye hawa ye mastana mosam 

lehra ke tera aachal uddta hai rang ban ke

yu hi dil me aate rahna dil ki umang ban ke

sun o kali teri gali diwana bar bar aaya

ye hawa ye mastana mosam dil ko fir karar aaya

jhum banke e dil diwana tujh pe unko pyar aaya

ye hawa ye mastana mosam 

kitni hasi hai duniya dekho meri nazar se

ruk jati hai bahare chalte hai hum jidhar se

khoyi hui jannat mili aankho ko aitbaar aaya

jhum banke e dil diwana tujh pe unko pyar aaya

ye hawa ye mastana mosam dil ko fir karar aaya

ye hawa ye mastana mosam 

bite vo din ke jab hum manzil ko dhundte the 

dil hum ko dhundta tha hum dil ko dhundte the

fir dil mile fir gul khile matwalo par khumar aaya

ye hawa ye mastana mosam dil ko fir karar aaya

jhum banke e dil diwana tujh pe unko pyar aaya 

ye hawa ye mastana mosam

Explore this song