Roman script

ye hasrat hai koi

aisa bhi aaina najar aaye 

ye hasrat hai koi

aisa bhi aaina najar aaye 

ki jisko dekh kar 

apna sahi chehra najar aaye

ki jisko dekh kar 

apna sahi chehra najar aaye

ye hasrat hai

fiza ki aag me jalne lage 

hai phool gulshan ke  

fiza ki aag me jalne lage 

hai phool gulshan ke  

ke har sabnam ke katre 

se duaa udtha najar aaye 

ke har sabnam ke katre 

se duaa udtha najar aaye 

ye hasrat hai

ye kaisa shahar hai hum aa gaye hai 

kaisi basti me kahin par to koi 

hasta hua chehra najar aaye 

kahin par to koi hasta hua chehra najar aaye 

ye hasrat hai

gamo ki dhoop se ghabra gaye hai 

is kadar yaarogamo ki dhoop se 

ghabra gaye hai is kadar yaaro

lipat jaye humko kahin saya najar aaye 

lipat jaye humko kahin saya najar aaye 

ye hasrat hai

Explore this song