Roman script

ye hasin rut ye hawa kah rahi hai dil ruba
zindagi se pyar kar is jahan ko bhul ja
ye hasin rut ye hawa kah rahi hai dil ruba
zindagi se pyar kar is jahan ko bhul ja
ye hasin rut ye hawa banke aayi hai yaha 
ye bahare ham safar laut ke aata nahi 
chal diya mausam agar kitna pyara hai sama
tu fija ko bhul ja ye hasin rut ye hawa
kah rahi hai dil ruba zindagi se pyar kar 
is jahan ko bhul ja ye hasin rut ye hawa
jab se dekha hai tujhe hum to tere ho gaye
nind aankho me nahi khavab me hum kho gaye
dil se dil ki baat kar is jahan ko bhul ja
ye hasin rut ye hawa kah rahi hai dil ruba
zindagi se pyar kar is jahan ko bhul ja
ye hasin rut ye hawa
aao hum tum rah me likh de dil ki dasta
aane valo ke liye chhod  de koi nisa
sath hai manzil tere karva ko bhul ja
ye hasin rut ye hawa kah rahi hai dil ruba
zindagi se pyar kar is jahan ko bhul ja
ye hasin rut ye hawa

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Babul, Suman Kalyanpur