Roman script

ye hai mohamaya, ye hai mohamaya  

ye hai mohamaya, ye hai mohamaya  

aisi meri kaya

chhune ko dil lalchaya 

aisi meri kaya

chhune ko dil lalchaya 

ye hai mohamaya, ye hai mohamaya  

are ye hai mohamaya

are ye hai mohamaya  

jalwa mera dekhke, mardo pe jadu chhaya 

jalwa mera dekhke, mardo pe jadu chhaya 

haath lekin kisi ke, kuch nahi aaya 

haath lekin kisi ke, kuch nahi aaya 

lut gay hain kitne

koi kuch nahi kah paya 

ye hai mohamaya, ye hai mohamaya  

ye hai mohamaya, ye hai mohamaya  

jisne yaha paisa lutaya 

jisne humko nachhaya 

jisne yaha paisa lutaya

jisne humko nachhaya 

ek baar yaha jo aaya 

wo laut ke ja na paya 

ek baar yaha jo aaya 

wo laut ke ja na paya 

sochte hain sabhi 

kya khoya, kya paya 

ye hai mohamaya 

are ye hai mohamaya  

aisi meri kaya 

chhune ko dil lalchaya 

aisi meri kaya 

chhune ko dil lalchaya 

ye hai mohamaya, ye hai mohamaya 

ye hai mohamaya, ye hai mohamaya

Explore this song