Roman script

judai bahut uski tadpa rahi hai

ho judai bahut uski tadpa rahi hai

mujhe ek ladke ki yaad aa rahi hai

ho judai bahut uski tadpa rahi hai

mujhe ek ladke ki yaad aa rahi hai

uthti hai ik kuk rah rag ke dil me

ye tar aankh meri huyi ja rahi hai

judai bahut uski tadpa rahi hai

mujhe ek ladke ki yaad aa rahi hai

bada khubsurat tha wo

mila tha mujhe gaanv me

karte the baate sada

ek aam ki chhanv me

bada khubsurat tha wo

mila tha mujhe gaanv me

karte the baate sada

ek aam ki chhanv me

ek aam ki chhanv me

meri aankho ke samne uski surat

tasveer bankar ke lahra rahi hai

judai bahut uski tadpa rahi hai

mujhe ek ladke ki yaad aa rahi hai

hansti thi wo chandni

pyar se mujhko kahta tha wo

gaati thi to ragini 

pyar se mujhko kahta tha wo

hansti thi wo chandni

pyar se mujhko kahta tha wo

gaati thi to ragini 

pyar se mujhko kahta tha wo

ha mujhko kahta tha wo

hoti hai kya is mohabbat ki kimat

ghadi ye judai ki batla rahi hai

judai bahut uski tadpa rahi hai

mujhe ek ladke ki yaad aa rahi hai

ye hi sochte the sada

sath na chhutega ye

jab tak hai ye zindagi

hath na chhutega ye

ye hi sochte the sada

sath na chhutega ye

jab tak hai ye zindagi

hath na chhutega ye

hath na chhutega ye

wo kasme, wo vaade

wo doli ki baate

har ek yaad taza huyi ja rahi hai

judai bahut uski tadpa rahi hai

mujhe ek ladke ki yaad aa rahi hai

uthti hai ik kuk rah rag ke dil me

ye tar aankh meri huyi ja rahi hai

judai bahut uski tadpa rahi hai

mujhe ek ladke ki yaad aa rahi hai

yaad aa rahi hai, yaad aa rahi hai

yaad aa rahi hai, yaad aa rahi hai

Explore this song