Roman script

ho kahi pe hain khushiya 
kahi pe hain khushiya, kahi pe hain gam 
kahi shahnaai, kahi maatam
kahi pe ujala hua kahi pe andhera 
sham kahi aur kahi hain savera 
sau baato ki baat kahu, bas chale na jor kisi ka 
ye hain khel mukaddar ka, khel mukaddar ka 
jisaka rishta oye jisase chahe, jab marji wo jode 
kaliya phul amanat uski, jab chahe wo tode 
jab chahe wo tode
sab kuchh uske hath me bandhe 
jo maalik hain jo sabhi ka 
ye hain khel mukaddar ka, oye khel mukaddar ka 
jaivan path par chalti jaaye, ye jivan ki gadi 
koi yaha par koi waha par, utare sab sansari 
kisi ko hansaye, kisi ko rulaye
kisi ko bigade aur kisi ko banaye 
jo chahe so pal me kar de, dar nahi use kisi ka 
ye hain khel mukaddar ka, khel mukaddar ka 
hay khel mukaddar ka oye

Song details

Song video

Watch on YouTube