Roman script

ek ladki ki ankh ladi se muh se nili nili nili

kachhue ne kachhue ko mani misayal se aisa jo dank mara

shum ta shum ta shum ta ara ra ra ra

ye dunia kya chahe money money yaha riste nate money money

pyar chaho to nikalo money yaar chaho to nikalo money

are afsar ke upar bhi afsar chakkar ke ander bhi chakkar

is chakkar me hai ghanchakkar kala dhandha hua gulabi

chor ke hath me lag gayi chabi 

rajniti ke bede lagte sidhe hote tedhe

is system ki aisi taisi haye kaha hai democarcy

in sab ki uthwao khat ek hath ki baat

are ghata ghat gadiyal ghumakkad ghan ghan ghanti bole

dhadak dhadak dil daule are bangoli tu pani khilade

tu banrasi patta lade kacha bhaiya mujhe chabade

inko chuna tu lagade inko to dhum ta dhum ta dhum ta

hoye gaye ja tu gaye ja mahale pe mar mar jawe lalawa

paise wala khawe halwa halwe ne khayi malayi bhi

apne to hisse chachh bhi na aayi re ara ara rara ra 

ye dunia kya chahe money money yaha riste nate money money

pyar chaho to nikalo maoney yaar chaho to nikalo money

ara ara ara ara rara ra

are khel karo khilwad karo par satu tanik vichar karo

are kyu karte ho tera mera ye hai mera wo hai tera

are sab ke sab bane ho bail sata tumhari bani rakhail

are tata misa nasha  beda gundo ka har dal basera

khatam khatti hata mhatti latham lathi chatam chatti

kutam kutti jutam juti bhari hai muthi kab ho chutti

are sanam coat ke chak chala rahe wo chakka

chandi ki is chaka chaund me chamko ne kab chakka

tum sab chhapan bhojan chuso or hamase kahte ho ganna chuso

chele khel mauj bhi lele jail se khulam khulla

pyar se inko kya lena hai kam kare abdulla

dake dale danga karaye paap kare phir ganga nahaye

daro mat yaaro inse karo aara rara rara

aise logo ki ho jam ke dhulayi re

ye dunia kya chahe money money

yaha riste nate money money pyar chaho to nikalo money

yaar chaho to nikalo money ara ara ara ara rara ra

are lachak lachak ke machak machak ke

karam nikhattu nach dikhaye kuwe sukhe badra ruthe

fush se nal me jal nahaye are swiming pool me genda harse

pyasa bund bund ko tarse pyaso ki ankho ko tarse

pyaso ki ankho me apni

are bacho ke sapno me pani budho ki sanso me pani

ghar ghar ki aaso me pani are pani 

pani pani pani teri buri kahani

itna pani phir bhi jani kheto me nahi tikta pani

bahut udas khta tha rani panghat se nahi milta pani

chhalak chhalak ke chal chal pani

chhamak chhamak ke barse pani

barse pani are mar gaya inki ankh ka pani

sarama se jyada ho gaya pani bukh se ho gayi pet ki takkar

khun chuste khatmal machhar are baith ke munna laga jhunjhuna

inki to dhum ta dhum ta dhum ta

ara ra ra ra ye dunia kya chahe money money

yaha riste nate money money pyar chaho to nikalo money

yaar chaho to nikalo money

Explore this song