Roman script

ye duniya ye duniya haye hamari ye duniya

shaitano ki basti hai, yaha jindagi sasti hai

ye duniya ye duniya 

dam lene ko saya hai talwaro ka 

so jane ko bistar ha iangaro ka

kadam chum tu sar ke andhe piro ke

karna hai to sazda kar diwaro ka

karna hai to sazda kar diwaro ka

ye duniya ye duniya haye hamari ye duniya

har jalim ek hasti hai, mazhab julm parashti hai

ye duniya ye duniya haye hamari ye duniya

raz ye dar ka maut hai, yaha ki virani

kadam kadam pe jor julm ki manmani

bhuk yaha ki fasal sal bhar falti hai

log yaha pite hai, aankho ka pani

log yaha pite hai, aankho ka pani

ye duniya ye duniya haye hamari ye duniya

harsu aag barasti hai, pyasi ruh tarasti hai

ye duniya ye duniya haye hamari ye duniya

badal rahi hai, roz badalti jayegi

badal rahi hai, roz badalti jayegi

duniya karwat legi, chakkar khayegi

lekin hum majrum garibo ki kismat 

kabhi na hasne degi, sada rulayegi

are kabhi na hasne degi sada rulayegi

ye duniya ye duniya haye hamari ye duniya

bad halo pe hasti hai, lacharo ko dasti hai

ye duniya ye duniya haye hamari ye duniya

ye duniya ye duniya haye hamari ye duniya

shaitano ki basti hai, yaha jindagi sasti hai

ye duniya ye duniya

Explore this song